Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein ek
aadmi hai joh bahut khush hai ... kyun ki tum
khush ho..
2:
mujhe chahiye ek aisi ladki , jisse dekhte
hi dil ki har aarzoo, saare khwaab , saare rang
zinda ho jaaye, abhi aisa hua nahi, lekin ab lagta
hai jaise
koi andekha anjaana chehra baadalon mein se
pukaar raha hain pata nahi ye
baadal kab hattenge, aur kab woh pukaarnewaali
saamne aayegi. kya tumhare saath aisa kabhi nahi
hua sangrita?
3: Tere jhute kasme vado se,
Tere jalte sulagte khwabo se,
Tere berham duao se,
Nafrat krunga main,
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan...
4: arisho main bedhadak tere nachchne se,
Bat bat par bewjah tere ruthne se,
Choti choti teri bchkanio badmashio se,
Mohabbat krunga main,
Jab tak h jaan..
Jab tak h jaan...
5:Tera haath se haath chodna,
Tera saayon ka rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna,
Nahin maaf karunga main,
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan...
6: Teri aankhon ki namkeen mastiyaan,
Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan
Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan,
Nahin bhoolunga main
Jab tak hai jaan..
Jab tak hai jaan..
7:Shahrukh Khan in Jab Tak Hai Jaan
Bomb se zyada zakhm toh zindagi deti hai ... har
mod par koi dhokha, koi dard ... toh jab zindagi ke
khatron se bachne ke liye koi bomb suit nahin
pehanta ... toh maut se bachne ke liye kya
pehanna
8:main ankhe bandha karta hoon to tumhe dekhta
hoon....ankhe kholta hoon to tumhe dekhna chahta
hoon...tum pass nahi hoti to tumhe charo taraf
mehsus karta hoon...har pal...har ghadi...har waqt....
9:main ankhe bandha karta hoon to tumhe dekhta
hoon....ankhe kholta hoon to tumhe dekhna chahta
hoon...tum pass nahi hoti to tumhe charo taraf
mehsus karta hoon...har pal...har ghadi...har waqt....
10:Don ka dushman dharti pe paida hi is liye hota hai,
taki vo DON k hathon mr sak
11:मौत उसके लिये बहोत छोटी सजा हे,
इनसाफ तो तब होगा जब वो मौत के लिये तरसेगा ओर उसे मौत नही मिलेगी.
12:जीतने आए है,जीत के जाएंगे;->
लाख रोके कोइ,हम फतेह पाएंगे...
GET RADY FOR CHEER-UP KOLKATA KNIGHT RIDERS,
13:“Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho toh hamesha dil ki suno. Aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apni maa aur papa ka naam lo. Phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi. Jeet tumhari hogi, sirf tumhari.”!!!
imdia ke sabse bade superstar ka sabse bada fan shobu
14:Mujhe states ke naam na sunai dete hai,
na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A
15:Itne Bure Naa The Jo Thukra Dya Tumne Hume
Tere Apne Faisle Par Ek Din Tujhe Bhi Afsos hong
aa
Agar apko dialogue acche lage hoto aap hamare page ko bhi like kar sakte hai..

